Khwab Mp3 Song Download Aditya A 2023
[ad_1]
Latest Khwab Mp3 Song Download By Aditya A, Iqlipse Nova In 320Kbps Only on Pagalworld4u. Download Love Songs 2023 Of Aditya A, Iqlipse Nova. Best 2023 Song Khwab Singer is Aditya A, Iqlipse Nova , Lyrics Written By Aditya A, Iqlipse Nova and Music by Aditya A, Iqlipse Nova Composed.

Khwab Video Song

Khwab Mp3 Song Download And Listen Online
Khwab Song Info
Khwab Song Lyrics
Zulfe teri, mere chehre ko sehlati hai,
Toh kismat meri, haule se kuch, gun-gunati hai!
Jo chhup na sake, wo baat ho,
Hai sab jante jo, wo raaz ho,
Pyasa hun main, tum baarish ki aawaz ho..
Jo main raat hun, toh tu Khwab hai,
Jo main khaali panna, tu alfaaz hai,
Main khoya musafir toh tu chaon hai,
Ye pehli mohabbat ka ehsaas hai…
Bina kuch kahe Jo tu Nazron se sab keh jati hai,
Toh fursat meri, Khwab tere dikhlati hai
Tere paas main, mere paas tu,
Akela hoon to bhi, tere sath hun,
Main toota taara, hai Chandani raat tu…
Jo main raat hun, toh tu Khwab hai,
Jo main khaali panna, tu alfaaz hai,
Main khoya musafir toh tu chaon hai,
Ye pehli mohabbat ka ehsaas hai…
Main Yahan tu kahan,
Kaisi yeh tanhaiyan,
Dhoond lun main tujhe,
Ishara tu karde zara
Jo Ruthe bhi toh, na jana kahin,
Main Tera tha kal, main tera abhi..
Jo main raat hun, toh tu Khwab hai,
Jo main khaali panna, tu alfaaz hai,
Main khoya musafir toh tu chaon hai,
Ye pehli mohabbat ka ehsaas hai!